Instant personal loan new loan company

Hello doston namaskar 




Main aap sabhi ka swagat karti hun nai post mein


 Aaj main ek nai loan company ke  bare mein bataogi  jo aapko turant loan degi



Iske liye aapko is post ko pura padhna hoga agar aap log is post ko pura nahin padhte tu jankari adhuri milegi



Agar aap log loan ke liye idhar udhar bhatak Raha hai to aap log aaj bilkul sahi jagah per aaye Hai 


Agar aap log apna chhota mota kam karna chahte hain aapko yahan per  loan jarur mil sakta hai yadi aapka koi personal kam bhi ruka pada hai to bhi Chala sakte hain











kissth Loan application se 100000 Tak loan Le sakte ho 

Loan lene ke liye aapke paas kya kya dastavej hona jaruri hai ke liye baat kar lete hain



1. Aadhar card hona jaruri hai yadi aadhar card nahin hai to voter ID nahin hai to password abhi nahin hai to driving lessons  in mein se ek chij hona jaruri hai 


2. PAN card hona jaruri hai PAN card  hero ka roll nibhata hai


3. Indian citizen hona jaruri hai


4.aap ki age 18 sal se lekar 50 sal Tak honi chahie yaha  loan lene ke liye 


5.aapka mobile number aadhar card se link  hona chahiye agar number link nahin hai to pahle number  link karae

Kissth application mein koi bhi income proof nai  Dena padta hai


Yahan per aapko without income proof loan 
 milta hai

For Example 

Loan amount: Rs. 30,000
Tenure: 12 months
Interest Rate: 18% per annum
Processing Fee (incl. GST): Rs. 750 (2.5%)
Total Interest: Rs. 3,005
EMI: Rs. 2,750
APR: 22.91%




doston agar aapko hamari jankari pasand aayi ho to hamare post ko share kare  agar aapke Man mein Koi sawal hai to aap hamen comment kar sakte hain




loan apply karne ke liye aapko play store mein Jana hoga aur vahan per likhna hoga kissht's loan app aur jo sabse upar aap ko dikhai pade usi par click karke use app ko download kar lena hai aur number se aapko account create kar lena hoga


aur aap apne vahan per document upload karo jaise ki aadhar card pednekar aur usi ki best aapko vahan per loan approval ho jaega aur aapke bank account ke andar ek din ke andar Paisa receive Ho jaega 



 












Post a Comment

0 Comments